Moony
Chaman khizan ka deewana buhat hwa
Wafa ka qissa purana buhat hwa

Bhul bhi ja ab aae dil
Yar ko gae zamana buhat hwa

Wo kehta tha tumhain na chor k jaienge
Yunhi dil ma basainge

Kia hwa un ehad-o-paiman ka na puch
Chor k ab fasana begana buhat hwa.
Labels: | edit post
0 Responses

Post a Comment